Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar lyrics Lata Mangeshkar


Lyrics » Artists: L » Lata Mangeshkar » Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar lyrics

Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar lyrics

Lata Mangeshkar



(aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar)-2
raah takate thak gayaa hai intazaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar
is qadar bechain hai duniya meri
dil ki har dhadkan mein hai aahai teri
aarazuein ho rahi hain beqaraar
Lata Mangeshkar Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar lyrics found on http://www.hibeamlyrics.com/aa-ke-ab-aata-nahin-dil-ko-qaraar-lyrics-lata-mangeshkar.html
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar
(dil sadaayein de raha hai tu kahaan)-2
muntazir hain chaand taare aasamaan
ye havaaein ye fizaayein ye bahaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar
aas tere vo hasin raatein gayi
pyar ki rangin mulaaqaatein gayi
rah gaya hai dard dil ki yaadgaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar