Aasman Ke Paar Shayad lyrics Shankar Mahadevan


Lyrics » Artists: S » Shankar Mahadevan » Aasman Ke Paar Shayad lyrics

Aasman Ke Paar Shayad lyrics

Shankar Mahadevan



Aasman ke par shayad aur koi aasman hoga
Badlon ke parbathon pe koi baarish kamaka hoga
Mei hawa ke paron pe kaha
Ja raha hun kaha
Kabhi udta hua, kabhi mudta hua
mera rastha chala
oh ho ho ho
Mei hawa ke paron pe kaha
Ja raha hun kaha
Oh ho ho ... ho ho ho x2 times
mere paon ke thale ki yeh zameen chal rahi hei
kahi dhoop tandi tandi kahi chaav jal rahi hei
Is zameen ka aur koi aasman hoga
hoga .... aasman
oh .... Aasman hoga ....
Mei hawa ke paron pe kaha
Shankar Mahadevan Aasman Ke Paar Shayad lyrics found on http://www.hibeamlyrics.com/aasman-ke-paar-shayad-lyrics-shankar-mahadevan.html
Ja raha hun kaha
Oh ho ho ... ho ho ho x2 times
In lambe raasthon par sab tez chalthe honge(2)
Copy ke panon jaise yahan din palat the honge
shaam ko bhi subaah jaisa kya samaah hoga
hoga ... kya samaa ...
Mei hawa ke paron pe kaha
Ja raha hun kaha ...
Oh ho ho ... ho ho ho x2 times
Aasman ke par shayad aur koi aasman hoga
Badlon ke parbathon pe koi baarish kamaka hoga
Mei hawa ke paron pe kaha
Ja raha hun kaha
Kabhi udta hua, kabhi mudta hua
mera rastha chala
oh ho ho ho
Mei hawa ke paron pe kaha
Ja raha hun kaha ... x 3 times
Oh ho ho ... ho ho ho